
Uttar Pradesh • BADI TASVEER
Karnataka ke mukhyamantri D.K. Shivakumar ne bataya hai ki Bengaluru Metro ki nayi Pink Line par safar ke dauran pradhanmantri Narendra Modi ne apne smart card se unke liye bhi ticket kharida tha. Shivakumar ne shanivar (14 November) ko patrakaron se batchit mein halke-phulke andaz mein yeh kissa sajha kiya. Pradhanmantri ne shukravar, 13 November […]
