
Pakistani mantri Musaddik Malik ka Delhi mein bayan: Nyota mila toh Bharat se sabhi muddon par baat ko taiyar, Tharoor bole- Pehle atanki dhancha khatam ho
Pakistan ke jalvayu parivartan aur paryavaran samanvay mantri Musaddik Masood Malik ne Delhi mein kaha hai ki Pakistan Bharat ke sath sabhi ahem muddon par bat-cheet ke liye taiyar hai, lekin iske liye Bharat ko aupcharik roop se amantrit karna hoga. Unhone ravivar (22 November) ko patrakaron se kaha ki aatankwad par bat-cheet sakshyon ke […]



