
Uttarakhand: Dhami sarkar ka panch saal ka report card, 36 hazar se adhik sarkari naukriyon ka dawa, nakalrochi kanoon aur muft coaching ginai
Uttarakhand ke Chief Minister Pushkar Singh Dhami ne thurs ko (26 November) Dehradun mein apni sarkar ke panch saal ke karyon ka report card jari kiya. Karyakram mein unhone dawa kiya ki is dauran 36 hazar se adhik yuvaon ko pardarshi prakriya se sarkari naukriyan di gayin. Unhone sakht nakalrochi kanoon, yuvaon ke liye muft online […]



