
AIMIM vidhayak Mufti Ismail Kasmi ka sanket, SP ke khilaf UP jakar kar sakte hain prachar
Maharashtra ke Malegaon se AIMIM vidhayak Mufti Ismail Kasmi ne kaha hai ki ve Uttar Pradesh jakar Samajwadi Party (SP) ke netaon ke khilaf chunav prachar kar sakte hain. Unka tark hai ki jab SP neta Malegaon akar unke khilaf prachar kar sakte hain, toh unhe bhi UP jane ka adhikar hai. Kasmi ne saaf […]



