
Rohtak shootout me Shamli ki Jahnavi par shak, Babli ki beti se joda ja raha naam; police ko talash
Haryana ke Rohtak ke Milan dhaba par hue chauhre hatyakand ki jaanch me Shamli ki ek yuvti Jahnavi ka naam samne aaya hai. Police ko shak hai ki usne hamlawaron tak gangster Sunny Ratauli ke dhaba par pahunchne ki soochna di thi. Hatyakand ke baad se uska phone band hai aur police uski talash kar […]



